Magar use nibha kar aage badhne wala insaan hi
Pyaar me kamyab kehlaya jata hai….
Harne wale insaan ka pyaar sachha nahi…
Pyaar insaan ko hasna sikhata hai…
Har dard me rona sikhata hai….
Pyaar hai wo ek darya
Jisme kho jane ko ji chahta hai…
Isiko kehte hai pyaar
Jo har pal hame yaado me
Kho jane ko majbur karta hai..
No comments:
Post a Comment